June 25, 2011
Aaj Kal Woh Hum Se Baat Nahi Karte Hain
Raat Se Din Aur Din Se Raat Nahi Karte Hain Aate Rehte Hain Khayalon Main Har Pal
Par Asliyat Main Mulakaat Nahi Karte Hain Kahan Hain, Kaise Hain Aur Kis Haal Main Hain Hum
Bereham Koi Sawalaat Nahi Karte Hain Ashkon Main Doob Gayi Hain Palkein Aur Phir Zindigi Bhi
Band Barasna Yeh Ashq-E-Jazbaat Nahi Karte Hain Bhool Gaye Hain “muskaana”, Aur, Koshish Bhi .. Di Hai Ab To
Kia Karein Manzoor Yeh Haalaat Nahi Karte Hain Aik Dam Aa Jaayein Who Saam Ne Aur Lag Jaayein Seene Se
Pyaar Karte Hain Hum Un Se Sacha Koi Bataye Unhein Uff Koi Kasoor Hum Aji, Hazooraat Nahi Karte Hain
Khafa Kyun Hain? Yeh Pata Ho To Mana Lein Un Ko Par Woh To Koi Bhi Ishaaraat Nahi Karte Hain
“gum Naam ” Ki Patti Pe Jo Shabnam Hai Sookh Na Jaaye Kisi Ki Zindigi Yun Hi Barbaad Nahi Karte Hain...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
जिसकी धुन पर दुनिया नाचे, दिल एक ऐसा इकतारा है,
जो हमको भी प्यारा है और, जो तुमको भी प्यारा है.
झूम रही है सारी दुनिया, जबकि हमारे गीतों पर,
तब कहती हो प्यार हुआ है, क्या अहसान तुम्हारा है.
जो धर... Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Mana ki tum jeete ho zamane k lye,ek bar jee k to dekho hamare liye.dil ki kya aukaat apke samne,hum to jaan bhi de denge apko pane ke liye...Jo Tune Diya Usse Hum Yaad Karenge,Har Pal Tere Milne Ki Faryaad karenge.Chale Aana Jab Kabhi Khayal Aaye Mera,Hum Roz Khuda se pehle Tujhe Yaad Karenge.. Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagtaPer tum ko bhi paane ka raasta nahi miltaTere khaloos-e- Mohabbat pe aetbaar hai itnaSiwa tere koi rishta sacha nahi lagtaTu mera Pyaar meri zindagi mera sab kuchBina tere yeh jeewan to mujhe accha nahi lagta... Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Palkon pe aanso’on ko sajaya na jaa saka us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood aankhon main aanso’on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka
woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanha... Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Hum to saaya tera ban jayen agar tu chahe Ya kabhi bhi na nazar aayen, agar tu chahe
Tu jo chahe to sar-e-aam karain ehd-e-wafa Yoonhi duniya se guzar jaayen agar tu chahe
Tujh se milne mein to jaanan teri ruswaayi hai Hum teri yaad se mil aayen agar tu chahe
Tu jo keh de to pukaaren sar-e-bazaar tujhe Ajnabi ban ke guzar jaayen agar tu chahe
Zindagi ji lain agar teri ijaazat mil jaaye Teri chokhat pe hi mar jaayen agar tu chahe
Tu jo chahe to zamaane ke sitam yunhi sahen Saari duniya se bhi takraayai... Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Janaza Uski Gali Se Nikla Yaaro,Usme Mera Kya Dosh Hai,Saab Ne Chuma Tha Mere Kafan Ko,Ek Tuhi Nahi Tha,Uska Hi Mujhey Afsos Hai...Jakhm Ruh Par Dekar Mere,Vo Marham Jism Par Lagane Ko Kehte Hai,Or Vo Jo The Kaatil Mere,Mujhe Insaaf Dilaane Ko Kehte Hai,Krta Bhi Toh Kaise Yaki,Main Uski Baaton Par Yaaron,Vo Jo Toad Deti Hae Har Vaada,Jo Vo Nibhaane Ko Kehti Hai,Tab Kahi Jaake Saaf Hue Nazroan Me Shaksiyat Uski,Jab Vo Mujhe Mera Ishq Bhul Jaane Ko Kehti Hai...
Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya,
mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya,
jab aai mout apni to usse raha na gaya,
aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diya…………..
Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se……….. Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Jo bani ho Mere lye
Jis ke lye mai Jee raha hoon
Jo kahe Hum saath hain Tere
Jise dekhne k liye Tarap raha hoon
Ek aisa hi Dildaar chahiye
Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
Aane se jis ke Phool bhi Sharma jaye
Chalne se jis ke Hawa bhi Tham jaye
Ho har Waqt rahe saath mai Mere
Chahe saari Duniya Mujh se Rooth jaye
Aisa hi kisi ka Aitbaar chahiye
Bus Mujhe Mera Pyar Chahiye
Jis ki ek Hansi k liye
Mar jane ko Dil kare
Jo kehde ek baar to
Phir Jeene ko Dil kare
Aisa hi Ek Humsafar ch... Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
June 25, 2011
Aaj ye dil keheta hai, tu ab laut chal guzarta nahin hai, meri koi bhi pal
mujhko yahaan se le chal
aaj ye dil keheta hai, tu ab laut chal
woh manzil yahaan nahin milegi
jise tujhe talash hai
woh manzar yahaan nahin dikhega
jo tere dil ke aas paas hai
milti nahin hai mujhe yahaan koi bhi hal
mujhko yahaan se le chal
aaj ye dil keheta hai, tu ab laut chal
waise log yahaan nahin hai
jinko dhund raha hai tu
yahaan log waise nahin hai
jinse jud raha hai tu
na banegi yahaan mere sap... Continue reading...
Posted by Vivek Tripathi. Posted In : Love..
| |